Sahar Ka Waqt Tha Lyrics
Original Full Sahar Ka Waqt Tha Lyrics in English And Hindi सहर का वक़्त था मासूम कलियाँ मुस्कुराती थीं लिरिक्स इन हिंदी Saher Ka Waqt Tha Masoom Kaliyan Muskurati Thi Hawayen Khair Maqdam Ke Tarane Gungunati Thi अभी जिब्रील उतरे भी न थे काअबे के मिम्बर से के इतने में सदा आई ये अब्दुल्लाह के घर से. full Sahar Ka Waqt Tha Lyrics
Sahar Ka Waqt Tha Lyrics In Hindi
सहर का वक़्त था मासूम कलियाँ मुस्कुराती थीं
हवाएं खैर-मक़दम के तराने गुनगुनाती थी
अभी जिब्रील उतरे भी न थे काअबे के मिम्बर से
के इतने में सदा आई ये अब्दुल्लाह के घर से
मुबारक हो! शहे-हर-दोसरा तशरीफ़ ले आए
मुबारक हो! मुहम्मद मुस्तफा तशरीफ़ ले आए
मौला या सल्ली व सल्लिम दाइमन अबदन
अला हूबीबिक खैरिल-खल्कि कुल्लिहिमि
मुहम्मदुन सय्यिदुल-कौनैनी वस्सकलयनि
वल्फरीक़यनि मिन उर्बि-ब्व-मिन अजमी
मौला या सल्ली व सल्लिम दाइमन अबदन
अला हूबीबिक खैरिल-ख़ल्कि कुल्लिहिमि
वो मुहम्मद फ़ख्ने-आलम, हादी-ए-कुल-इन्स-ओ-जां
सरवरे-कोनैन, सुल्ताने-अरब, शाहे-अजम
एक दिन जिब्रील से कहने लगे शाहे-उमम
तूमने देखा है जहां, बतलाओ तो कैसे हैं हम?
अर्ज़ की जिब्रील ने ए शाहे-दीं! ए मोहतरम !
आपका कोई मुमासिल ही नहीं रब की क़सम
मौला या सल्ली व सल्लिम दाइमन अबदन
अला हबीबिक खैरिल-ख़ल्कि कुल्लिहिमि
रसूलल्लाह, हबीबल्लाह, इमामल-मुर्सलीन
रसूलल्लाह, हबीबल्लाह, इमामल-मुर्सलीन
हुवल-हूबीबुल्लज़ी तुरजा शफ़ाअतुहु
लिकुल्लि हौलि-म्मिनल-अहवालि मुक्तहिमि
मौला या सल्ली व सल्लिम दाइमन अबदन
अला हबीबिक खैरिल-खल्कि कुल्लिहिमि
मेरे मौला सदा तहिय्यतो-दुरूद के गजरे
अपने महबूब पर जो है तेरी तख़लीक़ बेहतरी
उसी महबूब से वाबस्ता उम्मीदे-शफ़ाअत है
के हर हिम्मत-शिकन-मुश्किल में जिस ने दस्तगीरी की
न कोई आप जैसा था, न कोई आप जैसा है
कोई युसूफ से पूछे मुस्तफ़ा का हुस्न कैसा है
ज़मीनो-आसमां में कोई भी मिसाल ना मिली
मौला या सल्ली व सल्लिम दाइमन अबदन
अला हबीबिक खैरिल-खल्कि कुल्लिहिमि
रसूलल्लाह, हबीबल्लाह, इमामल-मुर्सलीन
रसूलल्लाह, हबीबल्लाह, इमामल-मुर्सलीन
या रब्बि बिल-मुस्तफ़ा बल्लिग़ मक़ासिदना
वराफिर लना मा मदा या वासिअल-करमी
मौला या सल्ली व सल्लिम दाइमन अबदन
अला हबीबिक खैरिल-खल्कि कुल्लिहिमि
Read More: Arijit Singh Best Song Lyrics
Sahar Ka Waqt Tha Lyrics In English
Saher Ka Waqt Tha Masoom Kaliyan Muskurati Thi
Hawayen Khair Maqdam Ke Tarane Gungunati Thi
Abhi Jibreel Utre Bhi Na The Kaabe Ke Mimbar Se
Ki Itne Me Sada Ayi Ye Abdullah Ke Ghar Se
Mubarak Ho Shahe Har Do Sara Tashreef Le Aye
Mubarak Ho Muhammad Mustafa Tashreef Le Aye
Maula Ya Salli Wasallim Da Iman Abadan
Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kullihimi
Muhammadun Sayyidil Kaunaini Was Saqalaini
Wal Faree Qaini Min Urbiw Wamin Ajami
Maula Ya Salli Wasallim Da Iman Abadan
Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kullihimi
Sahar Ka Waqt Tha Lyrics
Na Koi Aap Jaisa Hai Na Koi Aap Jaisa Tha
Koi Yun Mujhse Pooche Mustafa Ka Husn Kaisa Tha
Zameeno Aasman Men Koi Bhi Misaal Na Mili
Maula Ya Salli Wasallim Da Iman Abadan
Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kullihimi
Durood Un Par Salaam Un Par Yahi Kahna Khuda Ka Hai
Khuda Ke Baad Jo Hai Martaba Salle Ala Ka Hai
Wohi Sardare Aalam Hain Wohi Gamkhare Ummat Hain
Wohi To Hashr Ke Maidaan Men Sab Ki Shafaat Hai
Shafaat Ke Liye Sab Ki Nazar Un Par Lagi Hogi
Maula Ya Salli Wasallim Da Iman Abadan
Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kullihimi
Salaam Us Par Ki Jisne Bekason Ki Dastageeri Ki
Salaam Us Par Ki Jisne Baadshahi Me Faqeeri Ki
Salaam Us Par Ki Jis Ke Ghar Me Chaandi Thi Na Sona Tha
Salaam Us Par Ki Toota Boriya Jiska Bichauna Tha
Salaam Aye Aamina Ke Laal Aye Mahboobe Subhani
Salaam Aye Fakhre Maujoodat Fakhre Naue Insani
Teri Soorat Teri Seerat Tera Naqsha Tera Jalwa
Tabassum Guftagoo Banda Nawazi Khanda Peshani
Tera Dar Ho Mera Sar Ho Tera Dil Ho Mera Ghar Ho
Tamanna Mukhtasar Si Hai Magar Tamheed Toolani
Maula Ya Salli Wasallim Da Iman Abadan
Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kullihimi
Muhammadun Sayyidil Kaunaini Was Saqalainni
Wal Fareeqaini Min Urbiw Wamin Ajami
Maula Ya Salli Wasallim Da Iman Abadan
Ala Habibi Ka Khairil Khalqi Kullihimi